Wo baat likhni hai ...
Kahani se jo pare ho wo baat likhni hmehez baat nahi
alfaaz nahi
ehsaas likhna hai
wo jo dhalte din ka andhera hai
us ghani raat ki
jhuti aukat likhni h
jo kahin kho si gyi roshni h
us masoom ki hasi ki
jazbaat likhne h
naa jaane kya chupaa h is samandar m
wo ruke hue moti ki
shayad koi baat likhni h
dil mein jo reh gyi hai ....
wo hi bas
bas wo hi baat likhni h :)
